Main wohi hoon, jise tum Pyaar kia kartay thay
Page 1 of 1

Din Mein sau baar mera Naam liya kertay thay
Aaj kya Baat hai kyon mujhse Khafa Baithay ho
Kya Kisi aur Ka Dil, Apna bana Baithay Ho
Faslay Pehle bhi thay lekin itne na hua kertay thay

Mana ke ye Ghum hai koi Saughaat nahi
Tum mujhe Apna kaho aisay bhi Halaat nahi
Agar Bhool Gae ho , to Koi Baat nahi
Zakhm to Pehle bhi Is Dil pe Laga kartay thay
Main wohi hoon, ,jise tum Pyaar kia kartay thay
Jee mein aata hai ke aaj tumhein Tarpa doon
Dard jo tumne diye wo sub tum ko lauta doon
Agar bhool gae ho to ye tumko bata doon
Tum mujhay apni Jaan kaha kartay thay
Main wohi hoon jise tum Pyaar kia kartay thay

BARF GIRL- Admin
- Number of posts : 271
Age : 39
Location : ||=IN D3AD SOUL=||
Job/hobbies : Painting,Reading,Writing,
Registration date : 2008-10-14
Similar topics
» Main Ek Raaz Hoon Kissi Shaa'ir Ka
» main mohobat hoon mujhe pyar kar kay dakh
» wohi gerdishein, wohi pech- o-khum tere baad bhi
» Aaj humse woh pyaar kar gaya
» SirF ItnA KehnA hai Pyaar Hai Tum Se

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|