Wo jazbon ki tejarat thi
Page 1 of 1
Wo jazbon ki tejarat thi
Wo jazbon ki tejarat thi
yeh dil kuch aur samjha tha
Usay hasnay ki audt thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Mujhay us nay kaha
aao nei duniya basatay hian
Usay sujhi shararet thi
Yeh Dil kuch aur samjha tha
Hamesha us ki ankhon may dhanuk k rang hotay hain
Yeh us ki aam halut thi
Yeh dil kuch aur smajha tha
Wo mairay pass beithay dair tuk ghazlain meri sunta
Usay khud say muhabbut thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Mairay kandhay pay sir rukh ker kahin pay kho gia tha
Yeh waqti anayet thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Mujhay wo dhaikh ker aksar nighahian phair laita
Yeh dar-pardha haqaret thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Yeh dil kuch aur samjha tha........
yeh dil kuch aur samjha tha
Usay hasnay ki audt thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Mujhay us nay kaha
aao nei duniya basatay hian
Usay sujhi shararet thi
Yeh Dil kuch aur samjha tha
Hamesha us ki ankhon may dhanuk k rang hotay hain
Yeh us ki aam halut thi
Yeh dil kuch aur smajha tha
Wo mairay pass beithay dair tuk ghazlain meri sunta
Usay khud say muhabbut thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Mairay kandhay pay sir rukh ker kahin pay kho gia tha
Yeh waqti anayet thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Mujhay wo dhaikh ker aksar nighahian phair laita
Yeh dar-pardha haqaret thi
Yeh dil kuch aur samjha tha
Yeh dil kuch aur samjha tha........
BARF GIRL- Admin
- Number of posts : 271
Age : 39
Location : ||=IN D3AD SOUL=||
Job/hobbies : Painting,Reading,Writing,
Registration date : 2008-10-14
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|