Bohat dinno say apnay darmiyaan nae wo shakhs
Page 1 of 1

udaas ker kay hamain chal dia kahan wo shakhs
jiss kay neqshay-qadam say chaltay thay chiraag
jallay chiraag to khud ben gia duwaan wo shakhs
oss aik shakhs main thein dilrubayiaan kia kia
hazaar loog milain gay mager kahan wo shakhs
chupa lia hai jissy pat-jar kay zard patton nay
abi talak baharon pay hukmeraan hai wo shakhs

BARF GIRL- Admin
- Number of posts : 271
Age : 39
Location : ||=IN D3AD SOUL=||
Job/hobbies : Painting,Reading,Writing,
Registration date : 2008-10-14
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|